aaj fir
Kya likhu esa Jo chu jaye
Jo unke ke dil ko,
ab kya likhu esa jismai,
baya kar saku unko,
har pal samne aati hai tasveer unki,
unhe kya pata koi hai takdeer unki,
koi har pal mar rha h yaado mai unki,
or wo beraham ek bar bhi puchte hi nai unki,
jindgi ko jeena kon nai chahta,
hota koi esa Jo in hontho pe kushi le aata,
late the wo khusi in hontho par,
na wo hai ab or na wo khusi hai,
wo honth mukurate aaj bhi hai likin,
wo bat ab in ankho mai nazar aati nai.
sawal aaj bhi udhte h jehan mai,
galti thi kismai,? Humai ya unmai?
pyar bhi tha unki nazro mai,
ghum bhi tha unki ankho mai,
fark sirf itna hai pehle wo the hamare sath,
ab unki yaade deti hai hamare sath,
reh gayi hai bas ab wo yad bhari yade unki,
reh gaya hai dard bhara dil seene mai unke,
aaj bhi us dariya ke kinare jate hai hum,
aaj bhi unki yado ke diye jalate hai hum,
ek aas rehti hai man mai ki wo aaenge rat ko hamare jarokhe par,
wo nai parchayi najar aati hai unki
rat Jo jagne ka sauk to hame bhi nai tha,
lekin kya kare unke mulakat ka waqt wahi tha,
ab to unki yado mai soya nai jata humse,
ab na neend aati h na unki yaad jati hai,
ye din bhi aayega hum dono ke darmiyan.
Ye kabi bhi humne socha na tha,
Jab khuda ko deni thi saja jaudai ki iskadar,
to hame unse is jaha mai milaya hi qu tha..

Comments
Post a Comment