sanj savere tera deedaar kiya,
Maine tuje itna pyar kiya,
himmat na thi muje mai,
ye mahhabat bya karne ki,
fir bhi tujese ijhar kiya,
Maine tujse payar kiya,
Maine tujse itna pyar kiya,
rato mai tujko yaad kiya,
apni sanso ko tere naam kiya,
tere dil ko bas apna bana liya,
tere chehre ko usmai basa liya
tune bhi mujse unta hi pyar kiya,
rab Jane ki wo sab tune kya kiya,
un Palo ko apne dil mai basa liya,
un meethi yado ne mujko rula diya,
kabi chakar bhi bhula na paya,
teri un pyari meethi yado ko,
kabi chakar bhi bhula na paya ,
teri un pyari methi baton ko,
fir tune muje kaise bhula diya?
tune yu begana kyun bana diya?
jab vada tha sath nibhane ka,
tune wo vada kyun bhula diya?
muje wo sab yad abhi bhi yad hai ,
muje pyar tujse utna hi abhi bhi hai.
Muje teri fikar utni hi abhi bhi hai.
Muje tera intzaar abhi bhi hai,
Maine tujese pyar kiya,.
Maine tuje itna pyar kiya,
himmat na thi muje mai,
ye mahhabat bya karne ki,
fir bhi tujese ijhar kiya,
Maine tujse payar kiya,
Maine tujse itna pyar kiya,
rato mai tujko yaad kiya,
apni sanso ko tere naam kiya,
tere dil ko bas apna bana liya,
tere chehre ko usmai basa liya
tune bhi mujse unta hi pyar kiya,
rab Jane ki wo sab tune kya kiya,
un Palo ko apne dil mai basa liya,
un meethi yado ne mujko rula diya,
kabi chakar bhi bhula na paya,
teri un pyari meethi yado ko,
kabi chakar bhi bhula na paya ,
teri un pyari methi baton ko,
fir tune muje kaise bhula diya?
tune yu begana kyun bana diya?
jab vada tha sath nibhane ka,
tune wo vada kyun bhula diya?
muje wo sab yad abhi bhi yad hai ,
muje pyar tujse utna hi abhi bhi hai.
Muje teri fikar utni hi abhi bhi hai.
Muje tera intzaar abhi bhi hai,
Maine tujese pyar kiya,.
Comments
Post a Comment