un pyar bhari wadiyo ki pyari hawo mai kushboyo ko mehsus karna,
un jharno ki amrat dhara ki kal-kal dhun mai gum hona,
us neele gagan ke tale tumari neeli pyari ankho mai gum hona,
un pyari yado mai hu mai,

un nadiyo ke kinare par dono pair dale betha hona,
tere intazar mai khai khoya hona,
wo aakar chupke se ankhe band meri karna,
un pyari yado hu mai,

fir khai kho jana,
un pyari wadiyo mai,
ek dusre ke sang,
or bethe rehna,
hanth mai hath liye ek dusre ka,
khai un dur dardaz kisi darre par,
un pyari yado mai khoya hu mai,

fir humara khoo jana,
ek dusre ki ankho mai,
us pyar ko dekh lena,
ek dusre ki ankho mai,
un pyari yado mai hu mai,

fir chutki kaat lena tumahra,
or fir  bhag kar chupna tumhara,
mera kosis karna ek baar fir,
pyar se pakadne ki tumhe,

pyar se mere pass ana tumahra,
or bhaho main bhar lena mera,
fir meri bhao mai simat jana tumhara,
un pyari yado hu mai,

kisi titli ko dekhkar kehna,
wo dehko titli kitni pyari hai na,
fir use pakadne ki kosis Karna,
or fir dur kahi aakar ruk jana,
tumhara bhagkar fir thak jana,
or mera tumhe god mai utha kar lana,
un pyari yado mai hu mai.

hum apni bhahe khole asman ko niharna,
or fir ek dusre ko pyar se niharna humara,
fir tumahra mere kandhe par sar rakhkar kehna mujko apna,
us gagan mai udte parindo ki tareh ajad hona humara,
us [yar ke
in pyari yado mai hu mai
dariya main pyar se dub jana humara,

Comments

Popular posts from this blog

meri subha aisi ho