tanha raate
Jindagi ki kuch unkahi baton mai,
khani ki kuch unsulzi kitabo mai,
aaj ye Kore kitab Ke panno mai,
betha hua wo gar ke kono mai,
khoya hua kuch tere sapno mai,
kuch din mai to kuch rato mai,
tere bina is duniya ke berango mai,
khoya rehna tere hi puche sawalo mai,
itnazaar rehta hai tera aaj bhi un Kali raato mai,
tu aati qu nai ab un akeli tanha raat mai,
yaad mai duba hai ye dil teri hi har baat mai,
kuch bin bhulaye pal Jo tere hi saath mai,
aaj bhi ye dil hai ek tadap mai h,
yado ka ghunt aaj mere halaq mai h,
na jane waqt ki majburi kya thi?,
na Jane us rab ki marji kya thi,?
Jab us khuda ki khudai mai judai thi
To fir wo Humari kismat badli qu thi?
khani ki kuch unsulzi kitabo mai,
aaj ye Kore kitab Ke panno mai,
betha hua wo gar ke kono mai,
khoya hua kuch tere sapno mai,
kuch din mai to kuch rato mai,
tere bina is duniya ke berango mai,
khoya rehna tere hi puche sawalo mai,
itnazaar rehta hai tera aaj bhi un Kali raato mai,
tu aati qu nai ab un akeli tanha raat mai,
yaad mai duba hai ye dil teri hi har baat mai,
kuch bin bhulaye pal Jo tere hi saath mai,
aaj bhi ye dil hai ek tadap mai h,
yado ka ghunt aaj mere halaq mai h,
na jane waqt ki majburi kya thi?,
na Jane us rab ki marji kya thi,?
Jab us khuda ki khudai mai judai thi
To fir wo Humari kismat badli qu thi?

Comments
Post a Comment